Tera Ye Kaisa Anokha Rishta

Tera Ye Kaisa Anokha Rishta

Hindi

तेरा ये कैसा अनोखा रिश्ता
तू ने निभाया मसीह
मैं पापी होकर भी, मुझे गले लगाया
सोचा न तू ने कभी

मोल लगाया मैंने
अनमोल हीरे के लिए

सौदा किया तेरा मैंने
बस मेरे ही मतलब के लिए

इतना सहके तू ने कहा
“पिता, माफ कर दो इन्हें”

मैं पापी होकर भी, मुझे गले लगाया
सोचा न तू ने कभी

सबके सामने तुझे
ठुकराया था मैंने
सबके सामने मैंने
ठुकराया था तुझे

नकारा था तुझे
सबके सामने मैंने

हाथों में अपने
तू ने सजाई
सूरत मेरी, मसीह

मैं पापी होकर भी, मुझे गले लगाया
सोचा न तू ने कभी

Tera Ye Kaisa Anokha Rishta

English

Tera Ye Kaisa Anokha Rishta
Tu Ne Nibhaya Masih
Main Papi Hoke Bhi Mujhe Gale Lagaya
Socha Na Tu Ne Kabhi

Mol Lagaya Maine
Anmol Heere Ke Liye

Sauda Kiya Tera Maine
Bas Mere Hi Matlab Ke Liye

Itna Sehke Tu Ne Kaha
Pita Maaf Kardo Inhe

Main Papi Hoke Bhi Mujhe Gale Lagaya
Socha Na Tu Ne Kabhi

Sabke Saamne Tujhe
Tukhraya Tha Maine
Sabke Saamne Maine
Tukhraya Tha Tujhe

Nakara Tha Tujhe
Sabke Saamne Maine

Haaton Mein Apne
Tune Sajayi
Soorat Meri Masih

Main Papi Hoke Bhi Mujhe Gale Lagaya
Socha Na Tu Ne Kabhi

Tera Ye Kaisa Anokha Rishta Video

Next on Your List

Aao Vishwasiyon Hindi Song Lyrics

Aao Vishwasiyon

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Dhanya Dhanya Tujhko Prabhu Song

Dhanya Dhanya Tujhko Prabhu Song

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein Song Lyrics

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein

Us Kroos Ki Kya Baat Hai Song Lyrics

Us Kroos Ki Kya Baat Hai

Hey Pita, Sun Na Pita Song Lyrics

Hey Pita Sun Na Pita