Kaun Hai Kaun Hai

Kaun Hai Kaun Hai

Hindi

कौन है कौन है
राजाओं का राजा?
कौन है कौन है
दुनियां का बादशाह?
यीशु है उसका नाम
यीशु है उसका नाम
तो करो जय जयकार

पानी पे चलता है
भीड़ को खिलाता है
भीड़ को खिलाता है
शैतान भी डरता है
यीशु के नाम से

क्रूस को उठाया है
मौत को हराया है
मौत को हराया है
अनुग्रह से उसके
हमने उद्धार पाया है

Kaun Hai Kaun Hai

English

Kaun Hai Kaun Hai
Rajaon Ka Raja?
Kaun Hai Kaun Hai
Duniya Ka Baadshah?
Yeshu Hai Uska Naam
Yeshu Hai Uska Naam
To Karo Jai Jaikar

Paani Pe Chalta Hai
Bheed Ko Khilata Hai
Bheed Ko Khilata Hai
Shaitaan Bhi Darta Hai
Yeshu Ke Naam Se

Krush Ko Uthaya Hai
Mout Ko Haraya Hai
Mout Ko Haraya Hai
Anugraha Se Uske
Humne Uddhaar Paaya Hai

Kaun Hai Kaun Hai Video

Next on Your List

Bojh Sabke Gunah Ka Uthakar Song Lyrics

Bojh Sabke Gunaah Ka Uthakar

Tera Lahoo Deta Hai Song Lyrics

Tera Lahoo

Hey Pita, Sun Na Pita Song Lyrics

Hey Pita Sun Na Pita

Aag Mein Ek Aur Hindi Song Lyrics

Aag Mein Ek Aur

Teri Aradhana Karu Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics

Jo Maanga Maine Song Lyrics

Jo Maanga Maine Paa Liya Tujhse