Teri Aradhana Karu Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics

Hindi

तेरी आराधना करूँ (2)
पाप क्षमा कर, जीवन दे दे
दया की याचना करूँ
तेरी आराधना करूँ

तू ही महान, सर्वशक्तिमान
तू ही हैं मेरे जीवन का संगीत (2)
ह्रदय के तार, छेड़े झनकार (2)
तेरी आराधना है मधुर गीत (2)
जीवन से मेरे तू महिमा पाये
एक ही कामना करूँ

सृष्टि के हर एक कण कण में
छाया है तेरी ही महिमा का राज (2)
पक्षी भी करते हैं तेरी प्रशंसा (2)
हर पल सुनाते हैं आनंद का राग (2)
मेरी भी भक्ति तुझे ग्रहण हो
ह्रदय से प्रार्थना करूँ

पतित जीवन में ज्योति जला दे
तुझ ही से लगी है आशा मेरी (2)
पापमय दम तू दूर हटा दे (2)
पूर्ण हो अभिलाषा मेरी (2)
जीवन के कठिन दुखी क्षणों का
दृढ़ता से समाना करूँ

Teri Aradhana Karu Lyrics

English

Teri Aradhana Karu (2)
Paap Kshamaa Kar, Jeevan De De
Dayaa Kee Yaachanaa Karu
Teri Aradhana Karu

Thu Hee Mahaan, Sarva Shakthimaan
Thu Hee Mere Jeevan Kaa Sangeeth (2)
Hruday Ke Thaar Chede Jhankaar (2)
Theri Aaraadhanaa Hai Madhur Geeth (2)
Jeevan Se Mere Thu Mahimaa Paaye
Ek Hee Kaamanaa Karu

Srushti Ke Har Ek Kan Kan Mein
Chaayaa Hai Theri Hee Mhimaa Kaa Raaj (2)
Pakshee Bhi Karthe Hai Theri Prashamsaa (2)
Har Pal Sunaathe Hai Aanand Kaa Raag (2)
Meri Bhee Bhakthi Thuje Grahan Lo
Hruday Se Praardhanaa Karu

Pathith Jeevan Mein Jyothi Jalaa De
Thujh Hee Se Lagee Hai Aashaa Meri (2)
Paapmay Dum Thu Door Hataa Do (2)
Poorn Ho Abhilaashaa Meri (2)
Jeevan Ke Katin Dukhee Kshano Kaa
Chadthaa Se Saamnaa Karu

Teri Aradhana Karu Lyrics Video

Next on Your List

Jo Maanga Maine Song Lyrics

Jo Maanga Maine Paa Liya Tujhse

Vandana Karte Hain Hum Song Lyrics

Vandana Karte Hain Hum

Wafaadhaar - Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu Lyrics

Wafaadhaar – Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu

Jinda Lahu Jinda Lahu Song Lyrics

Jinda Lahu Jinda Lahu

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song

Jai Bolo Jai Bolo Song Lyrics

Jai Bolo Jai Bolo Yeshu Masiha Ki Jai Bolo