Mera Yeshu Hai Kamaal Ka

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka

Hindi

मेरा येशू है कमाल का
उसके जैसा कोई नहीं

बिन पानी वो प्यास बुझाता,
बिन रोटी वो भूख मिटाता
वो ही जीवन जल है यारों
वो ही जीवन रोटी
मेरा येशू है कमाल का…

बिना सहारे पानी पे चलता
तूफ़ानों को भी शांत करता
आँधी भी उसकी बात माने
तूफान शांत हो जाए
मेरा येशू…

मेरे लिए ही मारा गया,
मेरे लिए ही सूली उठाया
तीसरे दिन फिर ज़िंदा उठकर
मौत को उसने हराया
मेरा येशू…

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka

English

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka
Uske Jaisa Koi Nahi

Bin Paani Wo Pyaas Bujhaata,
Bin Roti Wo Bhookh Mitaata
Wohi Jeevan Jal Hai Yaaro
Wohi Jeevan Roti
Mera Yeshu Hai Kamaal Ka…

Bina Sahaare Paani Pe Chalta
Toofano Ko Bhi Shaant Karta
Aandhi Bhi Uski Baat Maane
Toofaan Shaant Ho Jaaye
Mera Yeshu…

Mere Liye Hi Maara Gaya,
Mere Liye Hi Sooli Uthaaya
Teesre Din Phir Zinda Uthkar
Maut Ko Usne Haraaya
Mera Yeshu…

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka Video

Next on Your List

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Bhajle Bhajle Yeshu Ka Naam Song Lyrics

Bhajle Bhajle Yeshu Naam

Hey Sarvashaktimaan Song Lyrics

Hey Sarvashaktimaan Song Lyrics

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka Song Lyrics

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka

Aur Pyaar Aur Saamarth Song Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth

Kaisa Tera Pyar Hai Song Lyrics

Kaisa Tera Pyar Hai