Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Hindi

हम जयवन्त से हैं बढ़कर
मसीह यीशु में हैं
सर्व अधिकार उसके नाम में
विजय हमारा है

हम जयवन्त से हैं बढ़कर
विजय हमारा है

मसीह के पवित्र खून से
धर्मी ठहरे हुए हैं हम
पवित्र आत्मा के द्वारा हम
सन्तान उसकी कहलाते

हम जयवन्त से हैं बढ़कर
विजय हमारा है

दण्ड की आज्ञा नहीं हम पर
हम मसीह यीशु में हैं
पाप और मृत्य के बंधन से
हमें आज़ादी मिल गई है

हम जयवन्त से हैं बढ़कर
विजय हमारा है

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

English

Hum Jaywant Se Hain Badhkar
Masih Yishu Mein Hain
Sarv Adhikaar Uske Naam Mein
Vijay Hamara Hai

Hum Jaywant Se Hain Badhkar
Vijay Hamara Hai

Masih Ke Pavitra Khoon Se
Dharmi Thahare Hue Hain Hum
Pavitra Aatma Ke Dwara Hum
Santaan Uski Kahlate

Hum Jaywant Se Hain Badhkar
Vijay Hamara Hai

Dand Ki Aagya Nahi Hum Par
Hum Masih Yishu Mein Hain
Paap Aur Mrityu Ke Bandhan Se
Hame Azadi Mil Gayi Hai

Hum Jaywant Se Hain Badhkar
Vijay Hamara Hai

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics Video

Next on Your List

Teri Kripa Teri Daya Song Lyrics

Teri Kripa Teri Daya

Bin Tere Main Kuch Bhi Nahin Song Lyrics

Bin Tere Main Kuch Bhi Nahin

Raaja Hai Mahan Yeshu Song Lyrics

Raaja Hai Mahan Yeshu

Tu Bade Main Ghatu Song Lyrics

Tu Bade Main Ghatu

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu Song Lyrics

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu