Tu Pyaar Ka Saagar

Tu Pyaar Ka Saagar

Hindi

तू प्यार का सागर,
सागर दया का तू है
तेरे प्यार के सागर में,
हम तैरना चाहते हैं

तू प्यार का सागर,
सागर दया का तू है

गहराई मिले सागर की,
ऊँचाई मिले आसमान की
पर कोई नाप न पाएगा,
गहराई तेरे प्यार की

तू प्यार का सागर,
सागर दया का तू है

परमेश्वर होने पर भी तू,
मानव रूप धारण किया
प्रभु तेरे इसी प्यार ने, हमको दीवाना बनाया

तू प्यार का सागर, सागर दया का तू है
तेरे प्यार के सागर में, हम तैरना चाहते हैं

तू प्यार का सागर, सागर दया का तू है
तेरे प्यार के सागर में, हम तैरना चाहते हैं

तू प्यार का सागर, सागर दया का तू है

Tu Pyaar Ka Saagar

English

Tu Pyaar Ka Saagar,
Saagar Daya Ka Tu Hai
Tere Pyaar Ke Saagar Mein,
Hum Tairna Chahte Hain

Tu Pyaar Ka Saagar,
Saagar Daya Ka Tu Hai

Gehraai Mile Saagar Ki,
Oonchaai Mile Aasmaan Ki
Par Koi Naap Na Paayega,
Gehraai Tere Pyaar Ki

Tu Pyaar Ka Saagar,
Saagar Daya Ka Tu Hai

Parmeshwar Hone Par Bhi Tu,
Maanav Roop Dhaaran Kiya
Prabhu Tere Isi Pyaar Ne,
Humko Deewana Banaya

Tu Pyaar Ka Saagar,
Saagar Daya Ka Tu Hai
Tere Pyaar Ke Saagar Mein,
Hum Tairna Chahte Hain

Tu Pyaar Ka Saagar,
Saagar Daya Ka Tu Hai
Tere Pyaar Ke Saagar Mein,
Hum Tairna Chahte Hain

Tu Pyaar Ka Saagar,
Saagar Daya Ka Tu Hai

Tu Pyaar Ka Saagar Video

Next on Your List

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Teri Kripa Teri Daya Song Lyrics

Teri Kripa Teri Daya

Aatma Ki Hawa Hindi Song

Aatma Ki Hawa

Tu Aaja Re Song Lyrics

Tu Aaja Re Lyrics

Ibadat Karo Song Lyrics

Ibadat Karo

Taareef Ho Yishu Teri Song

Taareef Ho Yishu Teri Song Lyrics