Prasann Geethon Se

Prasann Geethon Se

Hindi

प्रसन्न गीतों से यहोवा की सेवा करो
ऊँची आवाज़ में यहोवा की सेवा करो
भजन के गीत गाते हुए यहोवा की सेवा करो
संगीत नए गुनगुनाते हुए यहोवा की सेवा करो

स्तुति मिले यहोवा नाम को
महिमा मिले यहोवा नाम को
आदर मिले यहोवा नाम को
आनंद के गीतों से

उत्साह ध्वनि से यहोवा की सेवा करो
ताली बजाते हुए यहोवा की सेवा करो
धन्यवाद के गीत से यहोवा की सेवा करो
सम्पूर्ण दिल और मन से यहोवा की सेवा करो

जयजयकार करते हुए यहोवा की सेवा करो
गीत नए गाते हुए यहोवा की सेवा करो

Prasann Geethon Se

English

Prasann Geethon Se Yehovah Ki Seva Karo
Oonchi Awaaz Mein Yehovah Ki Seva Karo
Bhajan Ke Geeth Gaathe Huve Yehovah Ki Seva Karo
Sangeeth Naye Gungunaathe Huve Yehovah Ki Seva Karo

Sthuthi Mile Yehovah Naam Ko
Mahima Mile Yehovah Naam Ko
Aadar Mile Yehovah Naam Ko
Anand Ke Geeton Se

Uthsah Dhwani Se Yehovah Ki Seva Karo
Taali Bajathe Huve Yehovah Ki Seva Karo
Dhanyavaad Ke Geet Se Yehovah Ki Seva Karo
Sampoorn Dil Aur Mann Se Yehovah Ki Seva Karo

Jayjaykaar Karthe Huve Yehovah Ki Seva Karo
Geet Naye Gaathe Huve Yehovah Ki Seva Karo

Prasann Geethon Se Video

Next on Your List

Teri Aradhana Karu Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics

Karte Hain Teri Hum Stuti Song Lyrics

Karte Hain Teri Hum Stuti

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai Song Lyrics

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai Lyrics

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Tera Anugrah Mere Liye Song

Tera Anugrah Mere Liye