Tu Hai Mera Parmeshwar Pita

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita

Hindi

तू है मेरा परमेश्वर पिता
मैं हूँ तेरी सन्तान
तेरा प्यार मेरे लिए
है बड़ा महान

तेरा प्यार मैं चाहूँ
हर ख़ुशी से बढ़ कर
तेरे घर में मैं रहूँ
सदा सर्वदा

तू है मेरा परमेश्वर पिता
मैं हूँ तेरी सन्तान
तेरा प्यार मेरे लिए
है बड़ा महान

मेरे लिए तेरी बाँहें खुली
दिल प्यार से भरा
गले से मुझको लगा
सदा सर्वदा

तू है मेरा परमेश्वर पिता
मैं हूँ तेरी सन्तान
तेरा प्यार मेरे लिए
है बड़ा महान

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita

English

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita
Main Hun Teri Santaan
Tera Pyaar Mere Liye
Hai Bada Mahaan

Tera Pyaar Main Chahun
Har Khushi Se Badh Kar
Tere Ghar Mein Main Rahun
Sada Sarvada

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita
Main Hun Teri Santaan
Tera Pyaar Mere Liye
Hai Bada Mahaan

Mere Liye Teri Baahein Khuli
Dil Pyaar Se Bhara
Gale Se Mujhko Laga
Sada Sarvada

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita
Main Hun Teri Santaan
Tera Pyaar Mere Liye
Hai Bada Mahaan

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita Video

Next on Your List

Bin Tere Main Kuch Bhi Nahin Song Lyrics

Bin Tere Main Kuch Bhi Nahin

Tu Aaja Re Song Lyrics

Tu Aaja Re Lyrics

Jis Din Mein Tu Na Ho Song Lyrics

Jis Din Mein Tu Na Ho

Le Chal Mujhe 2.0 Song Lyrics

Le Chal Mujhe 2.0

Mera Jeevan Mera Tan-Man Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan-Man

Teri Upasana Karu Song Lyrics

Teri Upasana Karu