Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song

Hindi

प्रभु महान विचारूँ कार्य तेरे
कितने अद्भुत जो तूने बनाए
देखूँ तारे सुनूँ गर्जन भयंकर
सामर्थ तेरी सारे भूमण्डल पर

प्रशंसा होवे प्रभु यीशु की
कितना महान कितना महान

वन के बीच में तराई मध्य विचरूँ
मधुर संगीत मैं चिड़ियों का सुनूँ
पहाड़ विशाल से जब मैं नीचे देखूँ
झरने बहते लगती शीतल वायु

जब सोचता हूँ कि पिता अपना पुत्र
मरने भेजा है वर्णन से अपार
कि क्रूस पर उसने मेरे पाप सब लेकर
रक्त बहाया कि मेरा हो उद्धार

मसीह आएगा, शब्द तुरही का होगा
मुझे लेगा जहाँ आनन्द महान
मैं झुकूँगा सदादर भक्ति देता
और गाऊंगा प्रभु कितना महान

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song

English

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere
Kitne Adbhut Jo Tune Banaaye
Dekhu Taare Sunu Garjan Bhayankar
Samarth Teri Saare Bhumandal Par

Prashansa Hove Prabhu Yeshu Ki
Kitna Mahaaan Kitna Mahaaan

Van Ke Beech Mein Taraai Madhy Vicharu
Madhur Sangeet Mein Chidiyon Ka Sunu
Pahaad Vishaal Se Jab Mein Neeche Dekhu
Jharne Bahtay Lagte Sheetal Vaayu

Jab Sochta Hoon Ki Pita Apna Putra
Marne Bheja Hai Varnan Se Apaar
Ki Krus Par Usne Mere Paap Sab Lekar
Rakt Bahaya Ki Mera Ho Uddhaar

Masih Aayega, Shabd Turhi Ka Hoga
Mujhe Lega Jahan Anand Mahaaan
Main Jhukunga Sadaadar Bhakti Deta
Aur Gaunga Prabhu Kitna Mahaaan

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song Video

Next on Your List

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita Song Lyrics

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita

Rajao Ka Raja Hai Song Lyrics

Rajao Ka Raja Hai

Aasha Meri Hindi Song Lyrics

Aasha Meri

Likha Hoga Mera Naam Song Lyrics

Likha Hoga Mera Naam

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song