Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein

Hindi

पवित्र अति पवित्र स्थान में
ले चल प्रभु
मुझ को तू अपने लहू से
धो दे मेरे प्रभु
तेरे सामने झुकते है
सिजदा हम करते है
आत्मा और सच्चाई से
आराधना करते है

शुद्ध जल तू छिड़क दे
मन को मेरे बदलदे
प्रार्थना है हमारी
आत्मा से तू भर दे
तेरे सामने

जितना मै तुझ को जानू
उतना करीब पाऊँ
जितना मै तुझ को पाऊँ
उतना ही आशीष पाऊँ
तेरे सामने

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein

English

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein
Le Chal Prabhu
Mujh Ko Tu Apne Lahoo Se
Dho De Mere Prabhu

Tere Saamne Jhukte Hain
Sijda Hum Karte Hain
Aatma Aur Sachchai Se
Aaradhana Karte Hain

Shuddh Jal Tu Chhidak De
Man Ko Mere Badal De
Prarthana Hai Hamaari
Aatma Se Tu Bhar De
Tere Saamne

Jitna Main Tujh Ko Jaanu
Utna Kareeb Paaun
Jitna Main Tujh Ko Paaun
Utna Hi Aashish Paaun
Tere Saamne

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein Video

Next on Your List

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka Song Lyrics

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka

Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics

Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth Song Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth

Maharaja Yishu Tori Hove Song

Maharaja Yishu Tori Hove Song Lyrics

Senao Ka Yahowa Hamare Sang Song Lyrics

Senao Ka Yahowa Hamare Sang

Sang Tere Song Lyrics

Sang Tere | Ye Kaisa Pyaar Hai