Ye Mere Dil Kyon Hai Tu Udaas

Ye Mere Dil Kyon Hai Tu Udaas

Hindi

ये मेरे दिल क्यों है तू उदास
रखले तू यीशु पे आस
बन जा तू उसके लिए
रहता है वो तेरे साथ

कोई नहीं है जहाँ में मेरा
फिरता रहा है यूंही अकेला
आशा की ज्योती जला दे
जीवन को अपने सजा ले
ये मेरे दिल…

पल दो पल की ये ज़िंदगानी
क्या जाने फिर क्या है कहानी
साँसों के रुकने के पहले
यीशु को अपना बना ले
ये मेरे दिल…

Ye Mere Dil Kyon Hai Tu Udaas

English

Ye Mere Dil Kyon Hai Tu Udaas
Rakhle Tu Yeshu Pe Aas
Ban Ja Tu Uske Liye
Rehta Hai Wo Tere Saath

Koi Nahin Hai Jaha Mein Mera
Phirta Raha Hai Yuhi Akela
Aasha Ki Jyoti Jala De
Jeevan Ko Apne Saja Le
Ye Mere Dil…

Pal Do Pal Ki Ye Zindagani
Kya Jaane Phir Kya Hai Kahani
Saanson Ke Rukne Ke Pehle
Yeshu Ko Apna Bana Le
Ye Mere Dil…

Ye Mere Dil Kyon Hai Tu Udaas Video

Next on Your List

Yahova Zinda Khuda Song Lyrics

Yahova Zinda Khuda

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan-Man Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan-Man

Ek Hi Zindagani Hai Song Lyrics

Ek Hi Zindagani Hai

Nachoonga Gaoonga Song Lyrics

Nachoonga Gaoonga

Aaradhna Mein Hai Chutkara Song Lyrics

Aaradhna Mein Hai Chutkara