Le Chal Humein Tu Pavitra Atma

Le Chal Humein Tu Pavitra Atma

Hindi

ले चल हमें तू पवित्र आत्मा
यीशु के चरणों में
हमको मिला दो यीशु से
हमको है कुछ कहना

कौन सुनेगा प्रार्थना हमारी
यीशु मसीह के सिवा
यीशु सुनेगा प्रार्थना हमारी
वो ही सम्भालेगा

जैसे मरियम बैठी थी
यीशु के चरणों में
हमको भी आज बैठना है
यीशु के चरणों में

आँखों में आँसू, दिल में तड़प है
यीशु से मिलने की
आज मिला दो हमारे प्रभु से
हमारे राजा से

Le Chal Humein Tu Pavitra Atma

English

Le Chal Humein Tu Pavitra Atma
Yeshu Ke Charanon Mein
Humko Mila Do Yeshu Se
Humko Hai Kuch Kehna

Kaun Sunega Prarthana Hamaari
Yeshu Masi ke Siwa
Yeshu Sunega Prarthana Hamaari
Wohi Sambhalega

Jaise Mariam Baithi Thi
Yeshu Ke Charanon Mein
Humko Bhi Aaj Baithna Hai
Yeshu Ke Charanon Mein

Aankhon Mein Aansoo,
Dil Mein Tadap Hai
Yeshu Se Milne Ki
Aaj Mila Do Hamaare Prabhu Se
Hamaare Raja Se

Le Chal Humein Tu Pavitra Atma Video

Next on Your List

Tere Saamne Har Ghutna Tikega Song Lyrics

Tere Saamne Har Ghutna Tikega

Karta Hun Main Samarpan Lyrics

Karta Hun Main Samarpan (Pavitra Aatma Aa)

Teri Upasana Karu Song Lyrics

Teri Upasana Karu

Mere Jeevan Ka Maksad Song Lyrics

Mere Jeevan Ka Maksad

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan Song Lyrics

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan

Main Jo Hoon So Hoon Song Lyrics

Main Jo Hoon So Hoon