Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka

Hindi

हर बार बहा लहू यीशु का
शिफा देने को तुझे,
रोता है अब भी यीशु मसीहा,
जब देखता वो तुझे,
जब देखता वो तुझे।

लादकर सलीब को कंधों पे अपने,
चल पड़ा है बलिदान को,
चुभने लगे हैं पैरों पे पत्थर,
फिर भी न ठहरा वो।
थूका गया है मुँह पर यीशु के,
खाए थप्पड़ यीशु ने,
तेरे कथा के लिए।

भाले को मारा पसली में उसके,
बहने लगा लहू, हर दर्द सहता,
हर पल वो मरता, रोने लगा प्रभु।
कर दे क्षमा तू इनको, पिता,
ये करता रहा दुआ,
तेरे क्षमा के लिए।

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka

English

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka
Shifa Dene Ko Tujhe,
Rota Hai Ab Bhi Yeshu Masiha,
Jab Dekhta Woh Tujhe,
Jab Dekhta Woh Tujhe.

Laadhkar Salib Ko Kaandho Pe Apne,
Chal Pada Hai Balidaan Ko,
Chubne Lage Hain Pairo Pe Patthar,
Phir Bhi Na Thehra Woh.
Thuka Gaya Hai Muh Par Yeshu Ke,
Khaye Thamache Yeshu Ne,
Tere Katha Ke Liye.

Bhale Ko Maara Pasli Mein Uske,
Behne Laga Lahu, Har Dard Sehta,
Har Pal Woh Marta, Rone Laga Prabhu.
Karde Kshama Tu Inko, Pita,
Yeh Karta Raha Dua,
Tere Kshama Ke Liye.

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka Video

Next on Your List

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai Song Lyrics

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Door Ek Thaaraa Lyrics

Door Ek Thaaraa Lyrics

Jo Maanga Maine Song Lyrics

Jo Maanga Maine Paa Liya Tujhse

Aatma Ki Hawa Hindi Song

Aatma Ki Hawa

Tu Mera Sharnasthaan Song Lyrics

Tu Mera Sharnasthaan