Raja Yeshu Aa Raha Hai

Raja Yeshu Aa Raha Hai

Hindi

राजा यीशु स्वर्गीय समर्थ
के साथ आ गया है
अपने संग वो आशीष,
चंगाई, प्रेम लाया है
अपने दिल हम कदमों में
सारे ही उसके बिछा दें
तैयारी करें वक्त आया
यीशु से मिलने का

राजा यीशु महान है
कोई न उसके समान है
दुनिया में जितने भी नाम हैं
सबसे ऊँचा यीशु का ही स्थान है

राजा यीशु स्वर्गीय सेना
के साथ आ गया है
मेरा राजा शैतान का
सर्वनाश करने आया है
अपने दिल हम…

जय जय कर हम करें,
आराधना हम करें
आदर और सम्मान से,
दिल से प्रशंसा करें
राजा यीशु स्वर्गीय
दूतों के संग आ गया है
अपने संग वो आशीष,
चंगाई, प्रेम लाया है
अपने दिल हम…

Raja Yeshu Aa Raha Hai

English

Raja Yeshu Swargiya Samarth
Ke Saath Aa Gaya Hai
Apne Sang Vo Aashish,
Changaai, Prem Laya Hai
Apne Dil Hum Kadmo Mein
Saare Hi Uske Bicha Den
Taiyaari Karen Waqt Aaya
Yeshu Se Milne Ka

Raja Yeshu Mahan Hai
Koi Na Uske Samaan Hai
Duniya Mein Jitne Bhi Naam Hain
Sabse Uncha Yeshu Ka Hi Sthan Hai

Raja Yeshu Swargiya Sena
Ke Saath Aa Gaya Hai
Mera Raja Shaitan Ka
Sarvanaash Karne Aya Hai
Apne Dil Hum…

Jai Jai Kar Hum Karen,
Aradhana Hum Karen
Aadar Aur Sammaan Se,
Dil Se Prashansa Karen
Raja Yeshu Swargiya
Dooton Ke Sang Aa Gaya Hai
Apne Sang Vo Aashish,
Changaai, Prem Laya Hai
Apne Dil Hum…

Raja Yeshu Aa Raha Hai Video

Next on Your List

Sajda Karu Song Lyrics

Tu Hi Marg Hai – Sajda Karun

Yeshu Tere Kareeb Aane Se Lyrics

Yeshu Tere Kareeb Aane Se

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Main Aankhen Apni Song Lyrics

Main Aankhen Apni

Ek Hi Zindagani Hai Song Lyrics

Ek Hi Zindagani Hai

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics