Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Hindi

तेरे बिन मैं जाऊं कहाँ
मेरे यीशु, मेरे यीशु
तेरे बिन मैं जीऊं कैसे
मेरे यीशु, मेरे यीशु
हालेलू…हालेलुयाह
हालेलू…हालेलुयाह

जब मैं खोया था
तूने आकर ढूंढ लिया
जब मैं अकेला था
तूने मुझको सहारा दिया
तेरे पवित्र आत्मा ने घेरे रखा
अपनी सामर्थ से मुझको भरता रहा
हालेलु…हालेलुयाह
हालेलु…हालेलुयाह

जब में अंधेरों में था
तेरे वचन की ज्योति मिली
जब मैं बंधन में था
तेरे लहू से मुक्ति मिली
मेरे टूटे हुए दिल में तूने प्रभु
जीवन की नदियाँ बहा दिया
हालेलु…हालेलुयाह
हालेलु…हालेलुयाह

जब तूने दिल को छुआ
तेरे होने का एहसास हुआ
जब तूने मुझको चुना
मुझे जीने का मकसद मिला
तेरी इच्छा को पूरी करने प्रभु
तूने मुझको योग्य बना दिया
हालेलु…हालेलुयाह
हालेलु…हालेलुयाह

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

English

Tere Bin Main Jaoon Kahaan
Mere Yeeshu, Mere Yeeshu
Tere Bin Main Jeeoon Kaise
Mere Yeeshu, Mere Yeeshu
Hallelu…Hallelujah
Hallelu…Hallelujah

Jab Main Khoya Tha
Tune Aakar Dhoond Liya
Jab Main Akela Tha
Tune Mujhko Sahara Diya
Tere Pavitra Atma Ne Ghere Rakha
Apni Samarth Se Mujhko Bharta Raha
Hallelu…Hallelujah
Hallelu…Hallelujah

Jab Main Andheron Mein Tha
Tere Vachan Ki Jyoti Mili
Jab Main Bandhan Mein Tha
Tere Lahu Se Mukti Mili
Mere Tootay Hue Dil Mein Tune Prabhu
Jeevan Ki Nadiyan Beha Diya
Hallelu…Hallelujah
Hallelu…Hallelujah

Jab Tune Dil Ko Chhua
Tere Hone Ka Ehsaas Hua
Jab Tune Mujhko Chuna
Mujhe Jeene Ka Maksad Mila
Teri Ichha Ko Puri Karne Prabhu
Tune Mujhko Yogya Bana Diya
Hallelu…Hallelujah
Hallelu…Hallelujah

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics Video

Next on Your List

Sukhi Haddiyon Ji Utho Song Lyrics

Sukhi Haddiyon Ji Utho

Likha Hoga Mera Naam Song Lyrics

Likha Hoga Mera Naam

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan Song Lyrics

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Mein Gaaoon Hallelujah Hindi Song Lyrics

Main Gaaoon Hallelujah

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye Song Lyrics

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye