Aankhon Ko Band Karlun

Aankhon Ko Band Karlun

Hindi

आँखो को बंद करलूँ।
यीशु तुझे जाने न दूँ
साँसो में मेरी साँसे हे तेरी
तू ही बसा है आँखों में मेरी
आँखों को बंद करलूँ
यीशु तुझे जाने न दूँ

पलकों के दरवाजे से मैं
ले लूँ दिल के अंदर
दिल ये मेरा यीशु जी तेरी ही तो मन्दिर
अपने हर कण कण में,
दिल की हर धड़कन में
तेरी धड़कन मैं रख लूँ
यीशु तुझे जाने न दूँ।

तू ही मेरा मीत है, तू ही है संगीत
तू ही मेरी जीत है और
तू ही मन का मीत
अपने हर गीत में
उसके संगीत में
तेरा संगीत भर दूँ,
यीशु तुझे जाने न दूँ।

दिल की चाहत यही तमन्ना,
बस एक आरखज़ू
मेरे दिल की बस्ती में
अब दिखे तू ही बस तू
देखूँ अब मैं जिधर
पाऊँ तुझे उधर
बस अब में हूँ और एक तू,
यीशु तुझे जाने न दूँ।

Aankhon Ko Band Karlun

English

Aankhon Ko Band Karlun
Yeshu Tujhe Jaane Na Doon
Saanson Mein Meri Saanse Hai Teri
Tu Hi Basa Hai Aankhon Mein Meri
Aankhon Ko Band Karlun
Yeshu Tujhe Jaane Na Doon

Palkon Ke Darwaze Se Main
Le Loon Dil Ke Andar
Dil Ye Mera Yeshu Ji Teri Hi To Mandir
Apne Har Kan Kan Mein,
Dil Ki Har Dhadkan Mein
Teri Dhadkan Main Rakh Loon
Yeshu Tujhe Jaane Na Doon

Tu Hi Mera Meet Hai, Tu Hi Hai Sangeet
Tu Hi Meri Jeet Hai Aur
Tu Hi Mann Ka Meet
Apne Har Geet Mein
Uske Sangeet Mein
Tera Sangeet Bhar Doon,
Yeshu Tujhe Jaane Na Doon

Dil Ki Chahat Yahi Tamanna,
Bas Ek Aarzoo
Mere Dil Ki Basti Mein
Ab Dikhe Tu Hi Bas Tu
Dekhun Ab Main Jidhar
Paaun Tujhe Udhar
Bas Ab Main Hoon Aur Ek Tu,
Yeshu Tujhe Jaane Na Doon

Aankhon Ko Band Karlun Video

Next on Your List

Teri Aradhana Karu Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics

Tu Pyaar Ka Saagar Song Lyrics

Tu Pyaar Ka Saagar

Bin Tere Main Kuch Bhi Nahin Song Lyrics

Bin Tere Main Kuch Bhi Nahin

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Ye Duniya Do Din Ka Mela Song Lyrics

Ye Duniya Do Din Ka Mela

Tera Pyaar Hai Mahaan Song Lyrics

Tera Pyaar Hai Mahaan