Dhanywad Ho Krus Ke Liye Song Lyrics

Dhanywad Ho Krus Ke Liye Song Lyrics

Hindi

धन्यवाद हो क्रूस के लिए,
धन्यवाद जो दाम तू ने दिया
उठाया मेरा पाप और लाज,
आया प्यार में तू, दिया अद्भुत अनुग्रह

धन्यवाद इस प्रेम के लिए,
धन्यवाद उन घावों के लिए
धोया मुझे लहू से, पहचानूँ अब,
तेरी क्षमा और तेरा प्रेम

धन्य है मेमना,
सिहांसन पर विराजमान
महिमा से घिरा हुआ,
जयवन्त हुआ मेमना

उठाते तेरा नाम
ख़ुदा का तू बेटा
स्वर्ग का प्रिय क्रूसित हुआ,
धन्य है मेमना

Dhanywad Ho Krus Ke Liye Song Lyrics

English

Dhanywad Ho Krus Ke Liye,
Dhanyawad Jo Daam Tu Ne Diya
Uthaya Mera Paap Aur Laaj,
Aaya Pyar Mey Tu,
Diya Adbhut Anugrah

Dhanywad Is Prem Ke Liye,
Dhanyawad Un Ghavo Ke Liye
Dhoya Mujhe Lahu Se,
Pahchanu Ab,
Teri Kshama Aur Tera Prem

Dhanya Hai Memna,
Sinhasan Par Viraajmaan
Mahima Se Ghira Hua,
Jayvant Hua Memna

Uthate Tera Naam
Khuda Ka Tu Beta
Swarg Ka Priya Krusit Hua,
Dhanya Hai Memna

Dhanywad Ho Krus Ke Liye Song Lyrics Video

Next on Your List

Charni Mein Dekho Song Lyrics

Charni Mein Dekho Song Lyrics

Aankhon Ko Band Karlun Song Lyrics

Aankhon Ko Band Karlun

Kitna Haseen Wada Ye Song Lyrics

Kitna Haseen Wada Ye

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Main Mandir Hoon Tera Song Lyrics

Main Mandir Hoon Tera

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics