Ghatao Par Savaar Hokar Song

Ghatao Par Savaar Hokar Song

Hindi

घटाओं पर सवार होकर ऊपर से उतरेगा
आएगा हमारा यीशु मसीह आएगा

दुनिया के सभी देखेंगे
उसको जब आएगा
पूरब से पश्चिम तक वह
अपने को दिखलाएगा

आखि़र ऐसा होगा

जो ईमान में सोए हैं वे
पहले ही उठ जाएंगे
यीशु के साथ आएंगे
और अपने बदन बदलेंगे

आखि़र ऐसा होगा

जो चाहते हैं यीशु को
वे राज हमेशा करेंगे
जिनके मन में है यीशु
वे ज़िन्दा हमेशा रहेंगे

आखि़र ऐसा होगा

Ghatao Par Savaar Hokar Song

English

Ghatao Par Savaar Hokar Upar Se Utarega
Aaega Hamara Yeshu Masih Aaega

Duniya Ke Sabhi Dekhenge
Usko Jab Aaega
Purab Se Pashchim Tak Vah
Apane Ko Dikhlaega

Aakhir Aesa Hoga

Jo Imaan Mein Soe Hain Ve
Pehle Hi Uth Jaenge
Yeshu Ke Sath Aaenge
Aur Apane Badhan Badalenge

Aakhir Aisa Hoga

Jo Chahte Hain Yeshu Ko
Ve Raaj Hamesha Karenge
Jinke Mann Mein Hai Yeshu
Ve Zinda Hamesha Rahenge

Aakhir Aesa Hoga

Ghatao Par Savaar Hokar Song Video

Next on Your List

Jeetenge Hum Jeetenge Hum Song Lyrics

Jeetenge Hum Jeetenge Hum

Ashish De Song Lyrics

Ashish De

Tu Raaj Kare Song Lyrics

Tu Raaj Kare

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai Song Lyrics

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

Nachoonga Gaoonga Song Lyrics

Nachoonga Gaoonga

Aag Mein Ek Aur Hindi Song Lyrics

Aag Mein Ek Aur