Khuda Ka Beta Hoon

Khuda Ka Beta Hoon Hindi Christian worship song celebrates the believer’s identity as a child of God. It draws hearts into worship, rejoicing in His love and freedom from fear.

Khuda Ka Beta Hoon

Hindi

नुमाया मैं हुआ
तेरी राग से
घेरा मुझे नए गीत से

रिहाई दी मुझे
दुश्मन से मेरे
सारे डर मेरे मिटे

अब मैं खौफ का गुलाम नहीं
मैं खुदा का बेटा हूँ

माँ की रहम से
मुझे चुन लिया
प्यार पुकारा मेरा नाम

नया जनम हुआ
कुम्बे में तेरे
तेरा लहू रगों में मेरे

अब मैं खौफ का गुलाम नहीं
मैं खुदा का बेटा हूँ

आज़ादी किया गया है
हमें गुलामी से
हम बेटे बेटियाँ हैं
आओ हम अपनी आज़ादी गायें

समंदर चीरें ताकि उसी से मैं गुजरूं
कामिल प्यार ने डर को डुबो दिया
चुड़ाया मुझे ताकि ये ऐलान करू
मैं खुदा का बेटा हूँ

अब मैं खौफ का गुलाम नहीं
मैं खुदा का बेटा हूँ

Khuda Ka Beta Hoon

English

Numaya Main Hua
Teri Raag Se
Ghera Mujhe Naye Geet Se

Rihayi Di Mujhe
Dushman Se Mere
Saare Dar Mere Mite

Ab Mai Khauf Ka Gulam Nahi
Main Khuda Ka Beta Hoon

Maa Ki Raham Se
Mujhe Chun Liya
Pyaar Pukara Mera Naam

Naya Ja-Nam Hua
Kumbe Mein Tere
Tera Lahoo Rago Main Mere

Ab Mai Khauf Ka Gulam Nahi
Main Khuda Ka Beta Hoon

Azaddi Kiya Gaya Hai
Hame Gulami Se
Hum Bete Betiyan Hai
Aao Hum Apni Azadi Gaaye

Samandar Cheera Taki Ussi Se Mein Guzaroo
Kamil Pyaar Ne Dar Ko Dubo Diya
Chudaya Mujhe Taki Ye Ailaan Karu
Main Khuda Ka Beta Hoon

Ab Mai Khauf Ka Gulam Nahi
Main Khuda Ka Beta Hoon

Khuda Ka Beta Hoon Video

Next on Your List

Yeshu Aap Rahenge Saath Song Lyrics

Yeshu Aap Rahenge Saath

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu Song Lyrics

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu

Likha Hoga Mera Naam Song Lyrics

Likha Hoga Mera Naam

Door Ek Thaaraa Lyrics

Door Ek Thaaraa Lyrics

Thu Meraa Bal Hai Prabhu Lyrics

Thu Mera Bal Hai Prabhu Lyrics

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai Song Lyrics

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai