Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Hindi

राज्य राज्य के लोग स्तुति करें
क्योंकि यीशु राजा हुआ
देश देश के लोग आनन्द करें
क्योंकि यीशु राजा हुआ

नदियाँ ताली बजाए पहाड़ झूम उठे
मैदान प्रफुल्लित हों समुद्र गरज उठे

तेरी करूणा कैसी अनमोल है
तेरी सच्चाई आकाशमण्डल में है
तेरी धार्मिकता ऊँचे पर्वत समान
तेरे सारे नियम अथाह सागर समान

नदियाँ ताली बजाए पहाड़ झूम उठे
मैदान प्रफुल्लित हों समुद्र गरज उठे

यहोवा महान और स्तुति के योग्य है
आओ सराहो मिलकर उसको भजें
उसके सामर्थ की कोई तुलना नहीं
उसके प्रेम की कोई सीमा नहीं

नदियाँ ताली बजाए पहाड़ झूम उठे
मैदान प्रफुल्लित हों समुद्र गरज उठे

आकाश आनंद करें
पृथ्वी मगन हो
सारे लोग जयजयकार करें
और नाम उसका ऊँचा करें

नदियाँ ताली बजाए पहाड़ झूम उठे
मैदान प्रफुल्लित हों समुद्र गरज उठे

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

English

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare
Kyonki Yeshu Raja Hua
Desh Desh Ke Log Aanand Kare
Kyonki Yeshu Raja Hua

Nadiyan Taali Bajae Pahaad Jhoom Uthe
Maidaan Prafullit Hon Samudra Garaj Uthe

Teri Karuna Kaisi Anmol Hai
Teri Sachai Aakashmandal Mein Hai
Teri Dharmikta Unche Parvat Samaan
Tere Saare Niyam Athaah Sagar Samaan

Nadiyan Taali Bajae Pahaad Jhoom Uthe
Maidaan Prafullit Hon Samudra Garaj Uthe

Yehova Mahaan Aur Stuti Ke Yogya Hai
Aao Saraho Milkar Usko Bhaje
Uske Samarth Ki Koi Tulna Nahi
Uske Prem Ki Koi Seema Nahi

Nadiyan Taali Bajae Pahaad Jhoom Uthe
Maidaan Prafullit Hon Samudra Garaj Uthe

Aakash Anand Kare
Prithvi Magan Ho
Saare Log Jayjaykaar Kare
Aur Naam Uska Uncha Kare

Nadiyan Taali Bajae Pahaad Jhoom Uthe
Maidaan Prafullit Hon Samudra Garaj Uthe

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics Video

Next on Your List

Premi Pita Ki Aaradhna Song Lyrics

Premi Pita Ki Aaradhana

Kathin Samay Mein Song Lyrics

Kathin Samay Mein

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera Song Lyrics

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera

Adbhut Hai Adbhut Hai Yesh Adbhut Hia Song Lyrics

Adbhut Hai Yeshu Adbhut Hai

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Yeshu Mere Tera Shukriya Song Lyrics

Yeshu Mere Tera Shukriya