Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Hindi

आया मसीह चरनी में तू,
पापीयों को बचाने को,
लाए ईमान जो बेटे पर,
करेगा पार इस दुनिया को।

दुनिया गुनाह में डूब रही थी,
सादिक गुमराह हो रहे थे,
छोड़ा आसमान, बना इंसान,
मिली नजात इस दुनिया को।
आया मसीह चरनी में तू,
पापीयों को बचाने को।

बेथलहम के मैदानों में,
गडरिये रात सो रहे थे,
सुनी फरिश्तों की ज़ुबान,
पैदा हुआ है ख्रीस्त महान।
आया मसीह चरनी में तू,
पापीयों को बचाने को।

आलिमों ने किताबों से,
पढ़ी पैदाइश की तफ़सील,
चल दिए वो भी ऊँटों पर,
तारे हयात का पीछा कर।
आया मसीह चरनी में तू,
पापीयों को बचाने को।

समुद्र की सब लहरों पर,
दुनिया की हर ज़ुबानों पर,
है उसका नाम, है उसका काम,
सारा जहाँ लाए ईमान।
आया मसीह चरनी में तू,
पापीयों को बचाने को।

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

English

Aaya Masih Charni Mei Tu
Paapiyon Ko Bachane Ko
Laaye Imaan Jo Bete Par
Karega Paar Iss Duniya Ko

Duniya Gunah Mei Doob Rahi Thi
Saadik Gumarah Ho Rahe They
Choda Aasman, Bana Insaan
Mili Najaat Iss Duniya Ko
Aaya Masih Charni Mei Tu
Paapiyon Ko Bachane Ko

Baithlehem Ke Maidaano Mei
Gadariye Raat So Rahe They
Suna Farishto Ki Zubaan
Paida Huya Hai Krist Nidaan
Aaya Masih Charni Mei Tu
Paapiyo Ko Bachane Ko

Aalimo Ne Kitaabo Se
Padi Paidayish Ki Tafseel
Chal Diye Vo Bi Utho Par
Taare Hayaat Ka Peecha Kar
Aaya Masih Charni Mei Tu
Paapiyon Ko Bachane Ko

Samundra Ki Sab Lehro Par
Duniya Ki Har Zubaano Par
Hai Uska Naam, Hai Uska Kaam
Saara Jahaan Laaye Imaan
Aaya Masih Charni Mei Tu
Paapiyo Ko Bachane Ko

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics Video

Next on Your List

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege Lyrics

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege

Tere Saath Saath Hum Song Lyrics

Tere Saath Saath Hum | Hungama

Aaradhna Mein Hai Chutkara Song Lyrics

Aaradhna Mein Hai Chutkara

Tu Pyaar Ka Saagar Song Lyrics

Tu Pyaar Ka Saagar

Main Mandir Hoon Tera Song Lyrics

Main Mandir Hoon Tera

Mere Yahova Jaisa Khuda Koi Song Lyrics

Mere Yahova Jaisa Khuda Koi