Jeevith Parameshwar Kee Aaraadhanaa

Jeevith Parameshwar Kee Aaraadhanaa

Hindi

जीवित परमेश्वर की आराधना
जिंदगी भर मैं करता रहूंगा (2)
नया जीवन दिया यीशु
उस प्यार को कैसे भूलू (2)

कहां जाऊं किधर जाऊं
हर स्थान मैं विराज है
यीशु नाम में मेरा मुक्ति है
यीशु नाम में मेरा शांति है (2)
मेरा जीवन का स्रता है तू
सारे पृथ्वी का मालिक है तो (2)

मेरे सारे गुनाहों को
अपना क्रूस पर वह ले लिया
अपना लहू बहा के यीशु
मुझे शुद्ध और पवित्रा कर दिया (2)
मैं कभी ना तुझे त्यागूंगा
मैं कभी ना तुझे भूलूंगा (2)

Jeevith Parameshwar Kee Aaraadhanaa

English

Jeevith Parameshwar Kee Aaraadhanaa
Zindagi Bhar Mai Karthaa Rahoongaa (2)
Nayaa Jeevan Diyaa Yeeshu
Us Pyaar Ko Kaise Bhoolu (2)

Kahaa Jaau Kidhar Jaau
Har Sthaan Mein Viraaj Hai
Yeeshu Naam Mein Meraa Mukthi Hai
Yeeshu Naam Meraa Shaanthi Hai (2)
Meraa Jeevan Kaa Srathaa Hai Thu
Saare Pruthvee Kaa Maalik Hai Tho (2)

Mere Saare Gunaaho Ko
Apnaa Kroos Par Wah Le Liyaa
Apnaa Laahu Bahaa Ke Yeeshu
Mujhe Shuddh Aur Pavithraa Kar Diyaa (2)
Mai Kabhee Naa Thujhe Thyaagoongaa
Mai Kabhee Naa Thujhe Bhooloongaa (2)

Jeevith Parameshwar Kee Aaraadhanaa Video

Next on Your List

Jaag Zara Dulhan Dulha Yeshu Aa Raha Hai Song Lyrics

Jaag Zara Dulhan

Us Khuda-e-Paak Song Lyrics

Us Khuda-e-Paak

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Kya De Sakta Hu (Shukriya Tera) Song Lyrics

Kya De Sakta Hu (Shukriya Tera)

Yeeshu Maseeh Deta Khushi Song Lyrics

Yeeshu Maseeh Deta Khushi

Hey PhatakoApne Sir Unche Karo Lyrics

Hey Phatako Apne Sir Unche Karo Lyrics