Le Chal Mujhe 2.0

Le Chal Mujhe 2.0

Hindi

ले चल मुझे, ले चल मुझे,
यीशु तू है जहाँ, ले चल मुझे
ले चल मुझे, ले चल मुझे,
हाथ थम के मेरा, ले चल मुझे

ले चल मुझे, ले चल मुझे,
यीशु तू है जहाँ, ले चल मुझे
जब अंधेरी राहों पर मंजिल ना दिखे,
जब खौफ से ये दिल घबराये,
जब आँसुओं से ये आँखे नम हो जाये,
तब हाथ थाम के मेरा,
ले चल मुझे, ले चल मुझे

मैं तेरे दर पे आया हूँ, खाली हाथों से,
अपने सर को झुकता हूँ, झोली मेरी भर दे

मुझे ढूँढता हुआ, मुझे चाहता हुआ,
छोड़ आया आसमान, तू यहाँ

भीड़ से मुझको चुना, अपना बना लिया,
नाम तेरा है दिया, येशुआ

जैसे हिरनी पानी के लिए,
प्यासा मैं भी हूँ तेरे लिए
जैसे हिरनी पानी के लिए,
प्यासा मैं भी हूँ तेरे लिए

मुझे ढूँढता हुआ, मुझे चाहता हुआ,
छोड़ आया आसमान, तू यहाँ

भीड़ से मुझको चुना, अपना बना लिया,
नाम तेरा है दिया, येशुआ

ले चल मुझे, ले चल मुझे,
यीशु तू है जहाँ, ले चल मुझे

ले चल मुझे, ले चल मुझे,
हाथ थम के मेरा, ले चल मुझे

Le Chal Mujhe 2.0

English

Le Chal Mujhe, Le Chal Mujhe
Yeshu Tu Hai Jahaan, Le Chal Mujhe
Le Chal Mujhe, Le Chal Mujhe
Haath Thaam Ke Mera, Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe, Le Chal Mujhe
Yeshu Tu Hai Jahaan, Le Chal Mujhe
Jab Andheri Raahon Par Manzil Na Dikhe
Jab Khauf Se Ye Dil Ghabraaye
Jab Aansuon Se Ye Aankhen Nam Ho Jaaye
Tab Haath Thaam Ke Mera
Le Chal Mujhe, Le Chal Mujhe

Main Tere Dar Pe Aaya Hoon, Khaali Haathon Se
Apne Sar Ko Jhukta Hoon, Jholi Meri Bhar De

Mujhe Dhoondhta Hua, Mujhe Chahta Hua
Chhod Aaya Aasmaan, Tu Yahaan

Bheed Se Mujhko Chuna, Apna Bana Liya
Naam Tera Hai Diya, Yeshuwa

Jaise Hirni Paani Ke Liye
Pyaasa Main Bhi Hoon Tere Liye
Jaise Hirni Paani Ke Liye
Pyaasa Main Bhi Hoon Tere Liye

Mujhe Dhoondhta Hua, Mujhe Chahta Hua
Chhod Aaya Aasmaan, Tu Yahaan

Bheed Se Mujhko Chuna, Apna Bana Liya
Naam Tera Hai Diya, Yeshuwa

Le Chal Mujhe, Le Chal Mujhe
Yeshu Tu Hai Jahaan, Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe, Le Chal Mujhe
Haath Thaam Ke Mera, Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe 2.0 Video

Next on Your List

Ibadat Karo Song Lyrics

Ibadat Karo

Yeshu Tere Kareeb Aane Se Lyrics

Yeshu Tere Kareeb Aane Se

Jeevan Mein Mere Aaja Song Lyrics

Jeevan Mein Mere Aaja

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song

Desh Lyrics

Desh

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai Song Lyrics

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai