Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics

Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics

Hindi

हम हैं चुने हुए लोग, राज-पदधारी
याजकों का समाज, पवित्र लोग
परमेश्वर की खास प्रजा है हम

आशीष पाए हुए लोग, अनुग्रह पाए हुए
क्षमा पाए हुए, योग्य बनाए गए
पवित्र लोगों के साथ मिरास मिली हमें

यीशु पाए हुए लोग, शांति पाए हुए
दया पाए हुए, लहू से छुड़ाए गए
परमेश्वर के सन्तान बनाया हमें

हम हैं चुने हुए लोग, राज-पदधारी
याजकों का समाज, पवित्र लोग

Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics

English

Hum Hain Chune Hue Log, Raaj-Paddhaari
Yajako Ka Samaaj, Pavitra Log
Parmeshwar Ki Khaas Praja Hai Hum

Aashish Pae Hue Log, Anugrah Pae Hue
Kshama Pae Hue, Yogy Banaye Gaye
Pavitra Logon Ke Saath Miraas Mili Humein

Yeshu Pae Hue Log, Shaanti Pae Hue
Daya Pae Hue, Lahoo Se Chhudaaye Gaye
Parmeshwar Ke Santaan Banaya Humein

Hum Hain Chune Hue Log, Raaj-Paddhaari
Yajako Ka Samaaj, Pavitra Log

Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics Video

Next on Your List

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu Song Lyrics

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Aankhon Ko Band Karlun Song Lyrics

Aankhon Ko Band Karlun

Tootkar Bikharne Na Dega Mujhe Song Lyrics

Tootkar Bikharne Na Dega

Yeshu Masih There Jaisaa Lyrics

Yeshu Masih There Jaisaa Lyrics

Yeshu Ke Charno Mein Song Lyrics

Yeshu Ke Charno Mein

Teri Upasana Karu Song Lyrics

Teri Upasana Karu