Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

Hindi

यीशु रख सलीब के पास चश्मा जहाँ बहता
मिलता मुफ़्त जो सभी को कलवरी से निकलता

क्रूस पर खास, क्रूस पर खास होगी मेरी नज़र
जब तक मेरी रूह खुश हो जाएगी आसमान पर

क्रूस पर खास मैं गुनाहगार प्यार को देख खुश हुआ
वहाँ दुःख मुसीबत में मेरा मुंजी मुआ

क्रूस के पास ऐ बर्रे खास देखूँ तेरे दर्द को
चलूँ जब मैं रोज़-ब-रोज़, पनाह खास सलीब हो

क्रूस के पास मैं ठहरूँगा इस उम्मीद को रख के
की सुनहरे वतन में पहुँचूँगा इस धार से

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

English

Yeeshu Rakh Saleeb Ke Paas Chashma Jahan Bahta
Milta Muft Jo Sabhi Ko Kalavaree Se Nikalta

Kroos Par Khaas, Kroos Par Khaas Hogee Meri Nazar
Jab Tak Meri Rooh Khush Ho Jaayegi Aasman Par

Kroos Par Khaas Main Gunahgaar Pyaar Ko Dekh Khush Hua
Wahan Dukh Museebat Mein Mera Munjee Mua

Kroos Ke Paas Ai Barre Khaas Dekhun Tere Dard Ko
Chalun Jab Main Roz-Ba-Roz, Panaah Khaas Saleeb Ho

Kroos Ke Paas Main Thahroonga Is Ummeed Ko Rakh Ke
Ki Sunahare Watan Mein Pahunchunga Is Dhaar Se

Select 11 more words to run Humanizer.

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics Video

Next on Your List

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita Song Lyrics

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege Lyrics

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein Song Lyrics

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein

Yahova Mahaan Hai Sabse Song

Kitna Haseen Wada Ye Song Lyrics

Kitna Haseen Wada Ye

Tera Ye Kaisa Anokha Rishta Song Lyrics

Tera Ye Kaisa Anokha Rishta