Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

Hindi

बेतलहम में चमका सितारा
मजूसियों को राह दिखाया (2)
चरनी में देखो जन्म लिया है
सारे जहां का उजाला (2)

परमेश्वर का पुत्र है येशु
मानव रूप जो धारण किया
स्वर्गीय महिमा छोड़कर उसने
गौशाले में जन्म लिया (2)

पापों में डूबे हुए जहां को
पापों से मुक्ति देने वो आया
दुखों से टूटी मानवता को
अपनी शांति देने वो आया (2)

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

English

Bethlehem Mein Chamkaa Sithaaraa
Majusiyon Ko Raah Dikhaayaa (2)
Charni Mein Dekho Janm Liyaa Hai
Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (2)

Parmeshwar Kaa Puthra Hai Yeshu
Maanav Roop Jo Dhaaran Kiyaa
Swargeeya Mahimaa Chodkar Usne
Gaushaale Mein Janm Liyaa (2)

Paapon Me Dube Hue Jahaan Ko
Paapon Se Mukthi Dene Vo Aayaa
Dukhon Se Tooti Maaanavthaa Ko
Apni Shaanthi Dene Vo Aayaa (2)

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa Video

Next on Your List

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu Song Lyrics

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu

Aur Pyaar Aur Saamarth Song Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth

Haan Hai Yakeen Hindi Song Lyrics

Haan Hai Yakeen

Bhajle Bhajle Yeshu Ka Naam Song Lyrics

Bhajle Bhajle Yeshu Naam

Jeevan Mileya Mileya Song Lyrics

Jeevan Mileya Mileya