Yahova Mahaan Hai Sabse Song

Yahova Mahaan Hai Sabse Song

Hindi

यहोवा महान है सबसे महान है
उसकी करुणा सदा के लिए है
वह पवित्र सत्य सर्वशक्तिमान
महान तू है प्रभु

अद्भुत काम करनेवाला पराक्रम में महान
सर्वव्यापी सर्वज्ञानी वह सर्वशक्तिमान
वह पवित्र सत्य सर्वशक्तिमान
महान तू है प्रभु

यहोवा महान है अति सामर्थी है
मेरा छुड़ानेवाला वह जीवित है
वह पवित्र सत्य सर्वशक्तिमान
महान तू है प्रभु

Yahova Mahaan Hai Sabse Song

English

Yahova Mahaan Hai Sabse Mahaan Hai
Uski Karuna Sada Ke Liye Hai
Vah Pavitra Satya Sarvashaktimaan
Mahaan Tu Hai Prabhu

Adbhut Kaam Karne Wala Parakram Mein Mahaan
Sarvavyapi Sarvagyaani Vah Sarvashaktimaan
Vah Pavitra Satya Sarvashaktimaan
Mahaan Tu Hai Prabhu

Yahova Mahaan Hai Ati Saamarthi Hai
Mera Chudane Wala Vah Jeevit Hai
Vah Pavitra Satya Sarvashaktimaan
Mahaan Tu Hai Prabhu

Yahova Mahaan Hai Sabse Song Video

Next on Your List

Aatma Ki Hawa Hindi Song

Aatma Ki Hawa

Sadaa Raja Hindi Song Lyrics

Sadaa Raja

Charni Mein Dekho Song Lyrics

Charni Mein Dekho Song Lyrics

Sthuthi Prashansaa Hamaare Lyrics

Sthuthi Prashansaa Song Lyrics

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu Song Lyrics

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Sajda Karu Song Lyrics

Tu Hi Marg Hai – Sajda Karun