Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai

Hindi

येशु के नाम में शिफा है,
यही कलाम में लिखा है।
येशु के नाम में शिफा है – शिफा है,
यही कलाम में लिखा है – लिखा है।

येशु से शैतान हारा है – हारा है,
येशु ने उसको मारा है – मारा है।

येशु ने खून बहाया है – बहाया है,
येशु ने हम को बचाया है,
येशु है सच्चा मसीहा।

पढ़ के कलाम देख लो,
पढ़ के कलाम देख लो,
पढ़ के कलाम देख लो।

येशु से डरती हैं बद-रूहें सारी,
येशु से डरती है हर बीमारी।
येशु के प्यारो, दुःख से ना हारो,
येशु को सच्चे मन से पुकारो।

येशु का वादा सच्चा है – सच्चा है,
जो भी वो कहता है, होता है – होता है।
येशु यहोवा राफा है,
येशु खुदा का है बेटा।

पढ़ के कलाम देख लो…

येशु के पैरों को अश्कों से धोकर,
यूँ कहा था मरियम ने रो कर:
“यहाँ अगर तू ऐ रब्बी होता,
हमारा भाई लाज़र न मरता।”

कहा येशु ने, “ए लाज़र – ए लाज़र,
आ निकल कब्र से बाहर – आ बाहर।”
चार दिनों का वो मुर्दा,
पल में हो गया ज़िंदा।

पढ़ के कलाम देख लो…

येशु यहोवा राजा के जैसा,
हुआ ना कोई, होगा ना कोई।
यहोवा शम्मा, यहोवा शालोम,
यहोवा निस्सी, यहोवा यिरे।

जल्द येशु आएगा – आएगा,
हम को साथ ले जाएगा – ले जाएगा।
ख़ुदा के पास हमारे लिए,
उसने घर है बनाया।

पढ़ के कलाम देख लो…

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai

English

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai,
Yahi Kalaam Mein Likha Hai.
Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai – Shifa Hai,
Yahi Kalaam Mein Likha Hai – Likha Hai.

Yeshu Se Shaitaan Haara Hai – Haara Hai,
Yeshu Ne Usko Maara Hai – Maara Hai.

Yeshu Ne Khoon Bahaaya Hai – Bahaaya Hai,
Yeshu Ne Hum Ko Bachaaya Hai,
Yeshu Hai Saccha Masiha.

Padh Ke Kalaam Dekh Lo,
Padh Ke Kalaam Dekh Lo,
Padh Ke Kalaam Dekh Lo.

Yeshu Se Darti Hain Bad-Ruhein Saari,
Yeshu Se Darti Hai Har Bimaari.
Yeshu Ke Pyaaro, Dukh Se Na Haaro,
Yeshu Ko Sacche Man Se Pukaaro.

Yeshu Ka Vaada Saccha Hai – Saccha Hai,
Jo Bhi Wo Kehta Hai, Hota Hai – Hota Hai.
Yeshu Yahova Rapha Hai,
Yeshu Khuda Ka Hai Beta.

Padh Ke Kalaam Dekh Lo…

Yeshu Ke Pairon Ko Ashqon Se Dhokar,
Yoon Kaha Tha Maryam Ne Ro Kar:
“Yahan Agar Tu Ae Rabbi Hota,
Hamara Bhai Lazar Na Marta.”

Kaha Yeshu Ne, “Ae Lazar – Ae Lazar,
Aa Nikal Kabr Se Baahar – Aa Baahar.”
Chaar Dinon Ka Wo Murda,
Pal Mein Ho Gaya Zinda.

Padh Ke Kalaam Dekh Lo…

Yeshu Yahova Raja Ke Jaisa,
Hua Na Koi, Hoga Na Koi.
Yahova Shammah, Yahova Shalom,
Yahova Nissi, Yahova Yireh.

Jald Yeshu Aayega – Aayega,
Hum Ko Saath Le Jaayega – Le Jaayega.
Khuda Ke Paas Hamare Liye,
Usne Ghar Hai Banaya.

Padh Ke Kalaam Dekh Lo…

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai Video

Next on Your List

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu Song Lyrics

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu

Tu Bade Main Ghatu Song Lyrics

Tu Bade Main Ghatu

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita Song Lyrics

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya Song Lyrics

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya

Nachoonga Gaoonga Song Lyrics

Nachoonga Gaoonga