Mera Jeevan Mera Tan-Man

Mera Jeevan Mera Tan-Man

Hindi

मेरा जीवन, मेरा तन-मन,
तू है ख़ुदा
मेरे लिए तूने क्रूस अपनाया,
लहू से तूने अपने मुझको माफ़ किया।

बिछड़ा हुआ था मैं,
तूने ढूंढ लिया,
मुझको बचाने तूने जान दे दिया।
दे भी क्या सकता हूं मैं,
मेरे मन के सिवा,
आऊंगा तेरे शरण में मैं टूटा हुआ।

मेरा जीवन, मेरा तन-मन,
तू है ख़ुदा
मेरे लिए तूने क्रूस अपनाया,
लहू से तूने अपने मुझको माफ़ किया।

Mera Jeevan Mera Tan-Man

English

Mera Jeevan Mera Tan-Man,
Tu Hai Khuda
Mere Liye Tune Kroos Apnaya,
Lahu Se Tune Apne Mujhko Maaf Kardeya.

Bichhda Hua Tha Main,
Tune Dhoondh Liya,
Mujhko Bachane Tune Jaan De Diya.
De Bhi Kya Sakta Hoon Main,
Mere Man Ke Siva,
Aaoonga Tere Sharan Mein Main Toota Hua.

Mera Jeevan Mera Tan-Man,
Tu Hai Khuda
Mere Liye Tune Kroos Apnaya,
Lahu Se Tune Apne Mujhko Maaf Kardeya.

Mera Jeevan Mera Tan-Man Video

Next on Your List

Aao Vishwasiyon Hindi Song Lyrics

Aao Vishwasiyon

Jeetenge Hum Jeetenge Hum Song Lyrics

Jeetenge Hum Jeetenge Hum

Ghatao Par Savaar Hokar Song Lyrics

Ghatao Par Savaar Hokar Song

Ho Lenge Hum Yeshu Ke Sang Song Lyrics

Ho Lenge Hum

Mukti Dilaye Yeshu Naam Song Lyrics

Mukti Dilaye Yeshu Naam

Tera Anugrah Mere Liye Song

Tera Anugrah Mere Liye