Shoonaya Se Leke Tune Mujhe

Shoonaya Se Leke Tune Mujhe

Hindi

शून्य से लेकर तूने मुझे,
रच लिया अपने ही रूप में
प्रेम किया है अनंत प्रेम से
दिया पुत्र मेरी मुक्ति के लिए
अनोखा प्यार है तेरा,
करूंगा स्तुति तेरी मैं सर्वदा

जग में आया यीशु स्वर्ग छोड़ के
मेरा सारा दंड सह लिया उसने
कोड़े खा के, क्रूस उठा के यीशु ने
मुझे मुक्ति और चंगाई दे दी है
अनोखा प्यार है तेरा,
करूंगा स्तुति तेरी मैं सर्वदा

अन्न, वस्त्र और सभी आशीषें
दी मुझे उसने भरपूरी से
खतरों और सब मुसीबतों से
आंख की पुतली जैसे संभाला मुझे
अनोखा प्यार है तेरा,
करूंगा स्तुति तेरी मैं सर्वदा

Shoonaya Se Leke Tune Mujhe

English

Shoonaya Se Leke Tune Mujhe,
Rach Liya Apne Hi Roop Mein
Prem Kiya Hai Anant Prem Se
Diya Putra Meri Mukti Ke Liye
Anokha Pyaar Hai Tera,
Karunga Stuti Teri Mein Sarvada

Jag Mein Aaya Yesu Swarg Chhod Ke
Mera Sara Dand Seh Liya Usne
Kode Kha Ke, Krus Utha Ke Yesu Ne
Mujhe Mukti Aur Changayi De Di Hai
Anokha Pyaar Hai Tera,
Karunga Stuti Teri Mein Sarvada

Ann Vastra Aur Sabhi Aashishien
De Mujhe Usne Bharpoori Se
Khatron Aur Sab Museebaton Se
Aankh Ki Putli Jaise Sambhala Mujhe
Anokha Pyaar Hai Tera,
Karunga Stuti Teri Mein Sarvada

Shoonaya Se Leke Tune Mujhe Video

Next on Your List

Tu Mera Sharnasthaan Song Lyrics

Tu Mera Sharnasthaan

Yeeshu Maseeh Deta Khushi Song Lyrics

Yeeshu Maseeh Deta Khushi

Panah Hindi Song Lyrics

Panah

Ghatao Par Savaar Hokar Song Lyrics

Ghatao Par Savaar Hokar Song

Bhala Pita Hindi Song Lyrics

Bhala Pita

Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics

Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics