Pyare Masiha Tu Hai Mera

Pyare Masiha Tu Hai Mera

Hindi

प्यारे मसीहा तू है मेरा
जीवन सहारा और आसरा
मेरे लिए तू क्रूस पर मरा
कैसा अनोखा ये प्यार तेरा

दुनिया की महफ़िल में मैं था खोया
अंधियारा सारा जीवन था मेरा
पापों के सागर में नैया डूबी थी
अब तो किनारा मुझे मिल गया

सोचा था मैंने ये जीवन मेरा
बेकार का है ग़म से भरा
आने से तेरे है आई बहार
जीने का मक़सद मुझे मिल गया

तेरी मोहब्बत का मैं हूँ गवाह
बाहों में अपनी दी मुझको पनाह
कैसे भूलूं तेरी कुर्बानियाँ
कर न सकूँगा मैं कर्ज़ अदा

Pyare Masiha Tu Hai Mera

English

Pyare Masiha Tu Hai Mera
Jeevan Sahara Aur Aasara
Mere Liye Tu Krus Par Mara
Kaisa Anokha Ye Pyaar Tera

Duniya Ki Mehefil Mein Mai Tha Khoya
Andhiyara Sara Jeevan Tha Mera
Papo Ke Sagar Mein Nayya Dubi Thi
Ab To Kinara Mujhe Mil Gaya

Socha Tha Maine Ye Jeevan Mera
Bekar Ka Hai Gum Se Bhara
Aane Se Tere Hai Aayi Bahar
Jene Ka Maksad Mujhe Mil Gaya

Teri Mohabbat Ka Mein Hu Gawah
Baaho Mein Apni Di Mujhko Panaah
Kaise Bhulu Teri Kurbaniya
Kar Na Sakunga Mein Karz Ada

Pyare Masiha Tu Hai Mera Video

Next on Your List

Aadar Aur Mahima Song Lyrics

Aadar Aur Mahima Samarth Ke Yogya

Ek Naam Hai Yeshu Song Lyrics

Ek Naam Hai Yeshu

Aasha Meri Hindi Song Lyrics

Aasha Meri

Aur Pyaar Aur Saamarth Song Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth

Ae Masiha Tere Bina Zindagi Song Lyrics

Ae Masiha Tere Bina Zindagi

Desh Lyrics

Desh