Prabhu Tera Pyaar Lyrics

Prabhu Tera Pyaar Lyrics

Hindi

प्रभु तेरा प्यार सागर से भी गहरा,
तू है महान आसमानों से भी ऊँचा।
तेरे विचार सागर की रेत से ज्यादा,
प्रभु तेरा दिल सृष्टि से भी है बड़ा॥

प्रभु मैं तुझसे प्यार करूँ,
प्रभु मैं तुझसे प्यार करूँ।
तेरी आराधना मैं करूँ —
आराधना…
प्रभु तू ही है महान,
तू है महान…
सिर्फ तू — और कोई नहीं॥

प्रभु तेरा प्यार सागर से भी गहरा,
तू है महान आसमानों से भी ऊँचा।
तेरे विचार सागर की रेत से ज्यादा,
प्रभु तेरा दिल सृष्टि से भी है बड़ा॥

Prabhu Tera Pyaar Lyrics

English

Prabhu Tera Pyaar Saagar Se Bhi Gehra,
Tu Hai Mahaan Aasmaanon Se Bhi Ooncha.
Tere Vichaar Saagar Ki Ret Se Zyada,
Prabhu Tera Dil Srishti Se Bhi Hai Bada.

Prabhu Main Tujhse Pyaar Karun,
Prabhu Main Tujhse Pyaar Karun.
Teri Aaradhana Main Karun —
Aaradhana…
Prabhu Tu Hi Hai Mahaan,
Tu Hai Mahaan…
Sirf Tu — Aur Koi Nahin.

Prabhu Tera Pyaar Saagar Se Bhi Gehra,
Tu Hai Mahaan Aasmaanon Se Bhi Ooncha.
Tere Vichaar Saagar Ki Ret Se Zyada,
Prabhu Tera Dil Srishti Se Bhi Hai Bada.

Prabhu Tera Pyaar Lyrics Video

Next on Your List

Le Chal Mujhe Lyrics

Le Chal Mujhe Lyrics

Ho Teri Stuti Aur Aaradhana Lyrics

Ho Teri Stuti Aur Aaradhana Lyrics

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

Jhoom Hindi Song Lyrics

Jhoom

Yeshua Masiha Song Lyrics

Yeshua Masiha

Jo Maanga Maine Song Lyrics

Jo Maanga Maine Paa Liya Tujhse