Yahowa Charwaha Mera

Yahowa Charwaha Mera

Hindi

यहोवा चरवाहा मेरा,
कोई घाटी मुझे नहीं है
हरी चराईयों में मुझे,
स्नेह से चराता वह है

मृत्यु के अंधकार से,
मैं जो जाता था
प्रभु येशु करुणा से,
तसल्ली मुझे दी है
यहोवा चरवाहा मेरा

शत्रुओं के सामने,
मेज़ को बिछाता है
प्रभु ने जो तैयार की,
मन मेरा मगन है
यहोवा चरवाहा मेरा

सिर पर वह तेल माला है,
अभिषेक मुझे किया है
दिल मेरा भर गया है,
और उमड़ भी रहा है
यहोवा चरवाहा मेरा

सर्वदा प्रभु घर में,
करूँगा निवास जो मैं
करुणा भलाई भी उसकी,
आनंदित मुझे करती है
यहोवा चरवाहा मेरा

Yahowa Charwaha Mera

English

Yahowa Charwaha Mera,
Koi Ghati Mujhe Nahin Hai
Hari Charaaiyon Mein Mujhe,
Sneh Se Charaataa Veh Hai

Mrityu Ke Andhkaar Se,
Main Jo Jaataa Tha
Prabhu Yeshu Karuna Se,
Tasalli Mujhe Dee Hai
Yahowa Charwaha Mera

Shatruon Ke Saamne,
Mez Ko Bichhaataa Hai
Prabhu Ne Jo Taiyaar Ki,
Man Mera Magan Hai
Yahowa Charwaha Mera

Sir Par Veh Tel Mala Hai,
Abhishek Mujhe Kiya Hai
Dil Mera Bhar Gaya Hai,
Aur Umad Bhi Raha Hai
Yahowa Charwaha Mera

Sarvada Prabhu Ghar Mein,
Karunga Niwaas Jo Main
Karuna Bhalaai Bhi Uski,
Aanandit Mujhe Karti Hai
Yahowa Charwaha Mera

Yahowa Charwaha Mera Video

Next on Your List

Sabse Pehle Sare Mann Se Song

Sabse Pehle Sare Mann Se Song

Raja Yeshu Aa Raha Hai Song Lyrics

Raja Yeshu Aa Raha Hai

Raja Yeshu Aaye Hain Song Lyrics

Raja Yeshu Aaye Hain

Ae Mere Badshah Song Lyrics

Ae Mere Badshah

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein Song Lyrics

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein

Kaun Hai Kaun Hai Song Lyrics

Kaun Hai Kaun Hai