Kitna Haseen Wada Ye

Kitna Haseen Wada Ye

Hindi

कितना हसीन वादा ये,
किया खुदावंद ने
कितना हसीन वादा ये,
किया खुदावंद ने
जहाँ दो या तीन जमा हों,
मैं हूँ हाज़िर उनमें
जहाँ दो या तीन जमा हों,
मैं हूँ हाज़िर उनमें

तुझे अकेला ना छोड़ूँ मैं
रूह अपनी भेजूँ
तुझे अनाथ भी, ना छोड़ूँ
एक मददगार भेजूँ
यीशु के सिवा ये, बात कही किसने

जहाँ दो या तीन जमा हों,
मैं हूँ हाज़िर उनमें

दस्तक वो देता है चाहे
हर दिल में आना
भरता उसको रूह से अपनी
जिसने उसे जाना
जिसका बने है माली वो
कलियाँ लगे खिलने

जहाँ दो या तीन जमा हों,
मैं हूँ हाज़िर उनमें

Kitna Haseen Wada Ye

English

Kitna Haseen Wada Ye,
Kiya Khudawand Ne
Kitna Haseen Wada Ye,
Kiya Khudawand Ne
Jahaan Do Ya Teen Jama Hon,
Main Hoon Haazir Unmein
Jahaan Do Ya Teen Jama Hon,
Main Hoon Haazir Unmein

Tujhe Akela Na Chhodun Main
Rooh Apni Bhejun
Tujhe Anaath Bhi, Na Chhodun
Ek Madadgaar Bhejun
Yeshu Ke Siwa Ye, Baat Kahi Kisne

Jahaan Do Ya Teen Jama Hon,
Main Hoon Haazir Unmein

Dastak Wo Deta Hai Chahe
Har Dil Mein Aana
Bharta Usko Rooh Se Apni
Jisne Use Jaana
Jiska Bane Hai Maali Wo
Kaliyan Lage Khilne

Jahaan Do Ya Teen Jama Hon,
Main Hoon Haazir Unmein

Kitna Haseen Wada Ye Video

Next on Your List

Teri Kripa Teri Daya Song Lyrics

Teri Kripa Teri Daya

Maine Puchha Prabhu Se Song Lyrics

Maine Puchha Prabhu Se

Duniya Ke Kone Kone Mein Song Lyrics

Duniya Ke Kone Kone Mein

Jeevan Mein Mere Aaja Song Lyrics

Jeevan Mein Mere Aaja

Us Khuda-e-Paak Song Lyrics

Us Khuda-e-Paak

Yahowa Charwaha Mera Song Lyrics

Yahowa Charwaha Mera