Aaj Kaa Din Yahovaa Ne Banaayaa Hai

Aaj Kaa Din Yahovaa Ne Banaayaa Hai

Hindi

आज का दिन यहोवा ने बनाया है
हम उसमें आनंदित हो आनंदित हों (2)

प्रभु को महिमा मिले
चाहे हो मेरा अपमान (2)
वो बढ़े मैं घटूँ
रहे उसी का ध्यान (2) ||आज का||

स्तुति प्रशंसा करें
क्यों ना कुछ होता रहे (2)
उसको हम भाते रहें
चाहे जहाँ भी रहें (2) ||आज का||

आता हूँ तेरे पास
मुझको है तुझसे आस (2)
मुझको कबूल कर ले
पापों से शुद्ध कर दे (2) ||आज का||

Aaj Kaa Din Yahovaa Ne Banaayaa Hai

English

Aaj Kaa Din Yahovaa Ne Banaayaa Hai
Hum Usme Aanandith Ho Aanandith Ho (2)

Prabhu Ko Mahimaa Mile
Chaahe Ho Meraa Apmaan (2)
Wo Bade Mai Ghatu
Rahe Usee Kaa Dhyaan (2) ||Aaj Kaa||

Sthuthi Prashamsaa Kare
Kyon Naa Kuch Hothaa Rahe (2)
Uskaa Hum Bhaathe Rahe
Chaahe Jahaa Bhee Rahe (2) ||Aaj Kaa||

Aathaa Hoon There Paas
Mujhko Hai Thujhse Aas (2)
Mujhko Kabool Kar Le
Paapon Se Shuddh Kar De (2) ||Aaj Kaa||

Aaj Kaa Din Yahovaa Ne Banaayaa Hai Video

Next on Your List

Yahova Zinda Khuda Song Lyrics

Yahova Zinda Khuda

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita Song Lyrics

Tu Hai Mera Parmeshwar Pita

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Le Chal Mujhe Lyrics

Le Chal Mujhe Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth Song Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth