Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Hindi

है दुनिया के लोगों
ऊंची आवाज करो
गावों ख़ुशी के गीत
उसका गुणगान करो
इबादत करो उसकी इबादत करो
इबादत करो उसकी इबादत करो (2)
याद रखो की वही एक खुदा हैं
हम को ये जीवन उसीने दिया हैं
उस चारागाह से हम सब हैं आये
हम्दो सना के हम गीत गाये
रब का तुम शुक्र करो
ऊंची आवाज करो
गावों ख़ुशी के गीत
उसका गुणगान करो

नामी खुदावंद कितना मुबारक
मेरा खुदावंद कितना भला हैं
रेहमत है उसकी सदियों पुरानी
वफ़ा का अज़र से यही सिलसिला हैं
उसपर इमान धरो
उसके घर आओ चलो
गावों ख़ुशी के गीत
उसका गुणगान करो

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

English

Hey Duniyaa Ke Logon
Oonchi Aawaaj Karo
Gaawon Khushi Key Geeth
Uskaa Gungaan Karo
Ibaadath Karo Uski Ibaadath Karo
Ibaadath Karo Uski Ibaadath Karo (2)

Yaad Rako Ki Vahi Ek Khudaa Hein
Hum Ko Ye Jeevan Useene Diyaa Hein
Us Chaaragaah Se Hum Sab Hein Aaye
Humd o Sana Ke Hum Geeth Gaaye
Rab Ka Thum Shukr Karo
Oonchi Aawaaj Karo
Gaawon Khushi Key Geeth
Uskaa Gungaan Karo

Naamey Khudaawand Kithnaa Mubaarak
Meraa Khudaawand Kithnaa Bhalaa Hein
Rehmath Hei Uski Sadiyon Puraani
Wafaa Kaa Azar Se Yahi Silsila Hein
Uspar Eeman Dharo
Uske Ghar Aao Chalo
Gaawon Khushi Key Geeth
Uskaa Gungaan Karo

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics Video

Next on Your List

Likha Hoga Mera Naam Song Lyrics

Likha Hoga Mera Naam

Maharaja Yishu Tori Hove Song

Maharaja Yishu Tori Hove Song Lyrics

Yeshua Teri Aaradhana Ho Song Lyrics

Yeshua Teri Aaradhana Ho

Khuda Ka Beta Hoon Hindi Song Lyrics

Khuda Ka Beta Hoon

Mere Yahova Jaisa Khuda Koi Song Lyrics

Mere Yahova Jaisa Khuda Koi

Rag Rag Mein Tu Hai Song Lyrics

Rag Rag Mein Tu Hai