Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics

Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics

Hindi

यीशु मेरे, स्वामी मेरे
नहीं कोई तेरे समान
यीशु मेरे, जीवन मेरे
प्रभु तू है सबसे महान
आराधना आराधना – (3)
हालेलुयाह हालेलुयाह

दुख और दर्द से था मैं बेहाल
शांति देने, तू आया पास (2)
मेरी लाचारी में, बल दिया तूने
मित्र नहीं कोई तेरे समान (2)

मैं बेठिकाना भटकता रहा
आसरा देने, तू आया पास (2)
सीने से लगा के, आंसू मिटाये
प्रेमी नहीं कोई तेरे समान (2)

वैद्यों ने छोड़ी, जब सारी आस
चंगाई देने, तू आया पास (2)
कोड़ों के घावों से, चंगा हुआ मैं
वैद्य नहीं कोई तेरे समान (2)

Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics

English

Yeshu Mere Swaami Mere
Nahi Koyi There Samaan
Yeshu Mere Swaami Mere
Prabhu Thu Hai Sab Se Mahaan
Aaraadhanaa Aaraadhanaa – (3)
Haallelooyaa Haallelooyaa

Dukh Aur Dard Se Thaa Mein Behaal
Shaanthi Dene Thu Aayaa Paas (2)
Meri Laachaaree Mein Bal Diyaa Thune
Mithr Nahee Koi There Samaan (2)

Mein Betikaanaa Bhatakthaa Rahaa
Aasraa Dene Thu Aayaa Paas (2)
Seene Se Lagaa Ke Aansu Mitaaye
Premee Nahee Koyi There Samaan (2)

Vaidhyon Ne Chodee Jab Saaree Aas
Changaayee Dene Thu Aayaa Paas (2)
Kodon Ke Dhaavon Se Changaa Huwaa Mai
Vaidhya Nahee Koyi There Samaan (2)

Yeshu Mere Swaami Mere Lyrics Video

Next on Your List

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Tere Maar Khane Se Yeshu Song Lyrics

Tere Maar Khane Se Yeshu

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Karte Hain Teri Hum Stuti Song Lyrics

Karte Hain Teri Hum Stuti

Koi Nahi Kar Sakega Song Lyrics

Koi Nahi Kar Sakega

Yeshu Naam Gaate Rahenge Song Lyrics

Yeshu Naam Gaate Rahenge