Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Hindi

प्रभु का हाथ मेरे ऊपर है
मुझ पर उसकी कृपा दृष्टि है
वह हमेशा मेरी ओर है
हर दिन उसको मेरा ध्यान है

प्रभु का भला हाथ मेरे ऊपर है
कल और आज सदा के लिए है
यीशु का भला हाथ मेरे ऊपर है
कल और आज सदा के लिए है

तेरा हाथ मुझे संभालता है
हर दिन मेरी अगुवाई करता है
तेरा हाथ मुझे बल देता है
सारे रोगों से चंगा करता है

मुझे कोई भी चिंता डर नहीं
दुख और दर्द में तेरा हाथ है काफी
मुझे रचनेवाला अनुग्रह से भरा
पराक्रमी है वह हाथ है मेरे प्रभु का

प्रभु का भला हाथ मेरे ऊपर है
कल और आज सदा के लिए है
यीशु का भला हाथ मेरे ऊपर है
कल और आज सदा के लिए है

समर्थी है प्रभु का हाथ
महान है प्रभु का हाथ
पराक्रमी है प्रभु का हाथ
मेरे ऊपर है

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

English

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai
Mujh Par Uski Kripa Drishti Hai
Wah Hamesha Meri Or Hai
Har Din Usko Mera Dhyaan Hai

Prabhu Ka Bhala Haath Mere Upar Hai
Kal Aur Aaj Sadaa Ke Liye Hai
Yeeshu Ka Bhala Haath Mere Upar Hai
Kal Aur Aaj Sadaa Ke Liye Hai

Tera Haath Mujhe Sambhalta Hai
Har Din Meri Aguwai Karta Hai
Tera Haath Mujhe Bal Deta Hai
Saare Rogon Se Changa Karta Hai

Mujhe Koi Bhi Chinta Dar Nahin
Dukh Aur Dard Mein Tera Haath Hai Kaafi
Mujhe Rachnewala Anugrah Se Bhara
Paarakrami Hai Wah Haath Hai Mere Prabhu Ka

Prabhu Ka Bhala Haath Mere Upar Hai
Kal Aur Aaj Sadaa Ke Liye Hai
Yeeshu Ka Bhala Haath Mere Upar Hai
Kal Aur Aaj Sadaa Ke Liye Hai

Samarthi Hai Prabhu Ka Haath
Mahaan Hai Prabhu Ka Haath
Paarakrami Hai Prabhu Ka Haath
Mere Upar Hai

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics Video

Next on Your List

Sadaa Raja Hindi Song Lyrics

Sadaa Raja

Teri Kripa Teri Daya Song Lyrics

Teri Kripa Teri Daya

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics

Main Jo Hoon So Hoon Song Lyrics

Main Jo Hoon So Hoon

Mere Jeevan Ka Maksad Song Lyrics

Mere Jeevan Ka Maksad

Mera Jeevan Mera Tan-Man Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan-Man