Tu Mera Sharnasthaan

Tu Mera Sharnasthaan

Hindi

तू मेरा शरणस्थान तू मेरा गढ़ है
संकट में मेरा दोस्त, मेरा प्रभु

आराधना करूँ में पूरे दिल से
में तुझे दृढूगा सम्पूर्ण जीवन में
तेरी सेवा करूँगा मेरी सारी
चीज़ों से में हूँ यहाँ
में हूँ यहाँ प्रभु
में हूँ यहाँ

उद्धारक मेरा तू मेरी चंगाई है
संकट में सामर्थ है मेरे प्रभु
आराधना

तू मेरा चरवाहा मुझको चलायेगा
मुझको सम्भालेगा मेरा प्रभु
आराधना

Tu Mera Sharnasthaan

English

Tu Mera Sharnasthaan Tu Mera Gadh Hai
Sankat Mein Mera Dost, Mera Prabhu

Aaradhana Karun Main Poore Dil Se
Main Tujhe Dhoondhunga Sampoorn Jeevan Mein
Teri Seva Karunga Meri Saari
Cheezon Se Main Hoon Yahaan
Main Hoon Yahaan Prabhu
Main Hoon Yahaan

Uddhaarak Mera Tu Meri Changai Hai
Sankat Mein Saamarth Hai Mere Prabhu
Aaradhana

Tu Mera Charwaha Mujhko Chalayega
Mujhko Sambhalega Mera Prabhu
Aaradhana

Tu Mera Sharnasthaan Video

Next on Your List

Hey Pita, Sun Na Pita Song Lyrics

Hey Pita Sun Na Pita

Door Ek Thaaraa Lyrics

Door Ek Thaaraa Lyrics

Jeevan Mein Mere Aaja Song Lyrics

Jeevan Mein Mere Aaja

Yeshu Ke Charno Mein Song Lyrics

Yeshu Ke Charno Mein

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj Song Lyrics

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj

Raja Yeshu Aa Raha Hai Song Lyrics

Raja Yeshu Aa Raha Hai