Rajao Ka Raja Hai

Rajao Ka Raja Hai

Hindi

राजाओं का राजा है
वो प्रभुओं का प्रभु है
प्रभु येशु मसीह
राजाओं का राजा है
वो प्रभुओं का प्रभु है

शत्रु को हरा दिया
संसार को जीत लिया
म्रत्यु से पार होकर
अनंत जीवन दिया
विधियों का वो लेख जो
विरोध में था मिटा डाला

राजाओं का राजा है
वो प्रभुओं का प्रभु है
प्रभु येशु मसीह
राजाओं का राजा है
वो प्रभुओं का प्रभु है

बुलाये चुने हुए
विश्वासियों के नाम
जय पाना ही है
वचन का है आह्वान
जब तक साँस रहे
करे न हम विश्राम

राजाओं का राजा है
वो प्रभुओं का प्रभु है
प्रभु येशु मसीह
राजाओं का राजा है
वो प्रभुओं का प्रभु है

Rajao Ka Raja Hai

English

Rajao Ka Raja Hai
Vo Prabhuo Ka Prabhu Hai
Prabhu Yeshu Masih
Rajao Ka Raja Hai
Vo Prabhuo Ka Prabhu Hai

Shatru Ko Hara Diya
Sansaar Ko Jeet Liya
Mrityu Se Paar Hoker
Aananth Jeewan Diya
Vidhiyo Ka Vo Lekh Jo
Virodh Main Tha Mita Dala

Rajao Ka Raja Hai
Vo Prabhuo Ka Prabhu Hai
Prabhu Yeshu Masih
Rajao Ka Raja Hai
Vo Prabhuo Ka Prabhu Hai

Bulaye Chune Hue
Vishvasiyo Ke Naam
Jai Paana Hi Hai
Vachan Ka Hai Aahwan
Jab Tak Saans Rahe
Kare Na Hum Vishraam

Rajao Ka Raja Hai
Vo Prabhuo Ka Prabhu Hai
Prabhu Yeshu Masih
Rajao Ka Raja Hai
Vo Prabhuo Ka Prabhu Hai

Rajao Ka Raja Hai Video

Next on Your List

Adbhut Hai Adbhut Hai Yesh Adbhut Hia Song Lyrics

Adbhut Hai Yeshu Adbhut Hai

Aur Pyaar Aur Saamarth Song Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth

Ek Hi Zindagani Hai Song Lyrics

Ek Hi Zindagani Hai

Aao Vishwasiyon Hindi Song Lyrics

Aao Vishwasiyon

Zinda Hoon Main Hindi Song Lyrics

Zinda Hua Main

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics