Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai

Hindi

रूहे खुदा का प्यार मिला है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
छू गया है, छू गया है
यीशु का लहू गया मुझे छू
गया मुझे छू

लहू यीशु का रहमतों वाला
लहू यीशु का कुव्वतों वाला
गिरते हुवों को लहू ने संभाला
तारीकियों में किया है उजाला
ऐसा है लहू, यीशु का लहू
सारी बरकतें देता है लहू
देता है लहू

रूहे खुदा का प्यार मिला है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
छू गया है, छू गया है
यीशु का लहू गया मुझे छू
यीशु का लहू गया मुझे छू

हमको मददगार यीशु ने दिया है
मसा हमें पाक रूह से किया है
अब न उदासी है, न दर्द कोई
प्याला शिफा का हमने पिया है
अब्दी ज़िंदगी, अब्दी खुशी
रौशनी हमें रूह से मिली
रूह से मिली

रूहे खुदा का प्यार मिला है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
यीशु का लहू मुझे छू गया है
छू गया है, छू गया है
यीशु का लहू गया मुझे छू
यीशु का लहू गया मुझे छू
यीशु का लहू गया मुझे छू

छू मुझे छू, पाक रूह मुझे छू
छू मुझे छू, पाक रूह मुझे छू

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai

English

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Choo Gaya Hai, Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Gaya Mujhe Choo
Gaya Mujhe Choo

Lahoo Yeshu Ka Rehmaton Wala
Lahoo Yeshu Ka Quwwaton Wala
Girte Huvon Ko Lahoo Ne Sambhaala
Tareekiyon Mein Kiya Hai Ujaala
Aisa Hai Lahoo, Yeshu Ka Lahoo
Saari Barkatein Deta Hai Lahoo
Deta Hai Lahoo

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Choo Gaya Hai, Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Gaya Mujhe Choo
Yeshu Ka Lahoo Gaya Mujhe Choo

Humko Madadgaar Yeshu Ne Diya Hai
Masa Humein Paak Rooh Se Kiya Hai
Ab Na Udaasi Hai, Na Dard Koi
Pyaala Shifa Ka Humne Piya Hai
Abdi Zindagi, Abdi Khushi
Roshni Humein Rooh Se Mili
Rooh Se Mili

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Mujhe Choo Gaya Hai
Choo Gaya Hai, Choo Gaya Hai
Yeshu Ka Lahoo Gaya Mujhe Choo
Yeshu Ka Lahoo Gaya Mujhe Choo
Yeshu Ka Lahoo Gaya Mujhe Choo

Choo Mujhe Choo, Paak Rooh Mujhe Choo
Choo Mujhe Choo, Paak Rooh Mujhe Choo

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai Video

Next on Your List

Chinta Na Kar

Tu Hi Rab Hai Song Lyrics

Tu Hi Rab Hai

Us Khuda-e-Paak Song Lyrics

Us Khuda-e-Paak

Binti Sun Le Yeshu Pyaare Song Lyrics

Binti Sun Le Yeshu Pyaare

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar Song Lyrics

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege Lyrics

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege