Sthuthi Prashansaa Song Lyrics

Sthuthi Prashansaa Song Lyrics

Hindi

स्तुति प्रशंसा हमारे यीशु की
आदर और महिमा हमारे यीशु की (2)
आओ मिलकर गाये हम हलिलुय (2)

राजाओंका राजा यीशु राजा है
प्रभुओंका प्रभु यीशु प्रभु है (2)
सारे जगत में वो काम करता है
आनंद और जीवन वो सबको देता है (2)

भीमार उसको चुकार चंगा होता है
पापी उसके नाम से उधार पाता है (2)
सारे जगत से वो प्यार करता है
आनंद और जीवन वो सबको देता है (2)

बादलों में यीशु आनेवाला है
विश्वास योग्य को ले जाने वाला है (2)
उसके सात रहने ये कितना आनंद है
उसकी स्तुति करना कितना सौभाग्य है (2)

Sthuthi Prashansaa Song Lyrics

English

Sthuthi Prashansaa Hamaare Yeeshu Ki
Aadar Aur Mahimaa Hamaare Yeeshu Ki (2)
Aao Milkar Gaaye Hum Hallelujah (2)

Raajaaonkaa Raajaa Yeeshu Raajaa Hai
Prabhuonkaa Prabhu Yeeshu Prabhu Hai (2)
Saare Jagath Me Woh Kaam Karthaa Hai
Aanand Aur Jeevan Woh Sabko Dethaa Hai (2)

Bheemar Usko Chukar Changa Hotha Hai
Paapi Uske Naam Se Udhaar Pata Hai (2)
Saare Jagath Se Woh Pyaar Karthaa Hai
Aanand Aur Jeevan Woh Sabko Dethaa Hai (2)

Baadalon Mein Yeeshu Aanewaalaa Hai
Vishwaas Yogya Ko Lejaane Waalaa Hai (2)
Uske Saath Rehnaa Ye Kithnaa Aanand Hai
Uski Sthuthi Karna Kithnaa Saubhaagya Hai (2)

Sthuthi Prashansaa Song Lyrics Video

Next on Your List

Us Kroos Ki Kya Baat Hai Song Lyrics

Us Kroos Ki Kya Baat Hai

Raja Yeshu Aaye Hain Song Lyrics

Raja Yeshu Aaye Hain

Jeetenge Hum Jeetenge Hum Song Lyrics

Jeetenge Hum Jeetenge Hum

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics

Tu Aaja Re Song Lyrics

Tu Aaja Re Lyrics

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song

Prabhu Mahaaan Vicharu Kaarya Tere Song